Zero bajat prakrtik kheti

Kisan bremit h....prsithitya use lalch ki or dkel rehi h. Use nahi malum ki uske liy kya sahi h or kya galt. Rasaynik kheti k bad use jevik khati dikhai de rhi h. Kintu jevik kheti se jyada sasti zero bajat prakrtik  kheti h.....

Zero bajat prakrtik kheti kya h 

Zero bajat kheti gay k gober v gomuter par adarit h. Ek desi gay k gober v muter se kisan  30 aked kheti kr sakta h. Desi prjati k govash k goner v muter se jivamrut,go jivamrut bnaya jata g.  Enka khat me parjog krne se miti me poshak tatvo ki vridi ke sath sath javik gatividiyo ka visar hota h. Jiva mrut ka mahine me 1 ya 2 bar shidkav kiya jata h. Jabki bijamrut ka istmal bijo ka upchar krne k liy kiya jata h. Es vidi se kheti krne par kisan ko bar se kisi bhi prkar ki khad v kitnashk ki jarurat nahi padti h.

Bijamrut (bijshadn) 100 kg bij ke liy....

Smagri.....
5 kg gay ka gober 
5 liter gay ka muter
20 liter pani 
50 gram chunk
50 gram med kI mitti

Bnane ki vidi....

Es sbi Smagri ko ek sath 24 hours tak panI me duboke rekhe. Din me 2 bar lakdi se gole. Bad me bnaye huye bijamrut ko bij par shidkav kre. Bij ko milaker shaya me sukhaye or  bad me bij boye .....

Jivamrut 1 aked k liy 

100 kg gober
1 kg gud
2 kg besinn
50 gram mede ki mitti
1 liter gomuter 
  Sabe pehle 100 gram gay j gober ko kisi pake farsh par flaye Phir uske bad 1 kg gud v 1 kg besin ko dale. Eske bad 50 gram med kI mitti dale v 1 liter gomuter dale.or auchi treh se mila de.....eske bad 48 gante tak chayadar sthan par ektha krte huye jut ke bore se dak de......or sukhKar bdaren kre.....
Eska hum 6 mah tak upjog kr sakte h

Savdaniya

7 din ka shaya me rakha huya gober istmal kre
Gomuter ko kisi datu k barten me na rakh. ...

Shidkav

1 jutai ke bad jivamrut ka shidkav kre......





Aapko j  post kesi lagI plz comment jarur kijiyega..
Zero bajat prakrtik kheti Zero bajat prakrtik kheti Reviewed by Harjinder Singh Buttar on June 27, 2017 Rating: 5

No comments:

विदेशी सब्जी (Bokroli) लगाए अधिक मुनाफा पाए

Bhart me vedeshi praytko ki badti janskhya k karn desh k pach sitara v dusre hotlo me eski mag lgatar badti ja rhi h. Videshi sabjiyo me ha...

Powered by Blogger.