गुलाब की खेती कर कमाए लाखो रूपये महिना

Gulab ki kheti bahut pehle se hi puri duniaa me ki jati h. Gulab ke fhul dali sahit ya cut flower v pakhudi sahit dono trah k hi bzzar me uplabad h.......

जलवायु और भूमि 

Gulab ki kheti uter Ave dhkshin bhart ke medni, phadi shetro me ki jati h din ka tapman 25 se 30 sentigrede or rat ka tapman 12 se 14 sentigrede utam mana jata h Gulab ki kheti k liy domat mitti honi chahiye jiska ph 5-6 tak upjukat hoti h...

खेत की तैयारी 

Khet ko kyariyo me bant lete h. kyariyo ki chodai 5 miter v labai 2 miter rakhni chahiye. Do kyariyo ke bitch me aadha miter sthan shodna chahiye. Podh v line se line ki duri 30×60 sentimiter  honi chahiye. Es duri par podhe lgane  par phulo dadi lambi v ktai krne me aasan hoti h......

पौधशाला 

Jangli gulab k uper T Bading dwara eski Podh tyar hoti h. Jangli gulab ki klam Jun-July me lag bag 15 sentimiter ki duri par laga di jati h. Nov-Dismber me es par tahniya nikal aati  h. En par se kante chaku ki madad se alg kr diye jate h. January  me auche kisam ke gulab se tahni leker T aakar kalika nikalkar Jangli gulab ki uper T me lgakar polithin bad di jati h. Jyo Jyo tapman badta h tabhi enme tahniya nikal aati h. July August me rupai k liy Podh tyar ho jati h

पौधरोपण 

Podhshala se savdani se podhe khodkar Sit.-October me podh ki rupai kr deni chahiye. Rupai krte samye pindi se gas phus htadena dena chahiye or podh ki rupai jameen se 15 sentimiter  uchi honi chahiye. Podh lgane k turat bad sinchai kr deni chahiye 

पोषण प्रबंधन 

Utam koti ke phulo ki pedavar lene hetu pruning k bad parti podha 10 kilogram gober ki saddi khad ka upjog krna chahiye. Khad dene k 1 saptah bad jab nai kopal futne lagJay to 200 gram neem ki khali
, 100 gram haddi ka chur or Raysnic khad ka 50 gram mishrren parti podha dena chahiye.......

जल प्रबंधन 

Gulab k liy sichai ka prband utam hona chahiye. Garmiyo me 5 se 7 dino bad sardiyo me 10 se 12 Dino bad krni chahiye. ....

रोग प्रबंधन 

Gulab me paudari mildau ya khara rog ya ulta sukha rog lagte h. Khara rog ko rokne hetu gadak 2 gram parti litre ya daynocop parti liter pani me golkar 15 din k antral par 2 shidkav dva badal kr krne chahiye. Sukha rog ki roktham hetu 50% coper ocsikloride ko 3 gram parti liter pani me golkar shidkav krna chahiye. Jis se sukha rog na lag ske......

फसल कटाई 

Phulo ko adh-khuli pakhudiyo me jab uper ki pankhudiyo niche kI or mudna shuru ho jay tab phul katna chahiye. Phulo ko kat-te vakat sath me pani rakhna chahiye  taki phulo ko usme rakhna chahiye. Phulo ko 3 ghnte pani me rakh kr bad me gredeing k liy nikalna chahiye. Yadi greding der se krni h to phulo ko 1 se 3 sentigrede tapkrm par cold stores rakhna chahiye jis se ki phulo ki gunvatta khrab na ho sake.....
               डेयरी पालन केसै करे
मैंने RozDhan के ज़रिये 500 ₹ कमाए, आप भी ज्वाइन करें!
https://ylink.cc/bOAdQ

पैदावार 

Gulab ki upaj bhumi ke upajau pan v uski parjati par nirbar krta h. Phir bhi aamtor par lag bag 200 se 250 kutal parti hectayr hoti h

एक एकड़ से कमाई 

Gulab ki ek bulgeriaa ki kheti par parti ekad lakho rupay kma rehe h. Eska etar v gulab jal bech rhe h. Arab ke desho me j etar 8 lakh rupay kilogram ke hisab se bikta h .....or 1 kutal phulo se 20 gram etar nikalta h.....

एक एकड़ की खेती पर कितना आता है खरच 

Ek akad ki kheti par karib 4000 rupay kharcha aata h.....Esme khad ko shamil nahi kiya gya h....ek akad me karib 10000 klam lagai jati h...or j 15 sal tak phul deta h.....




Aapko j mera kese lga plz comment krna na bhule.........

गुलाब की खेती कर कमाए लाखो रूपये महिना गुलाब की खेती कर कमाए लाखो रूपये महिना Reviewed by Harjinder Singh Buttar on February 28, 2017 Rating: 5

2 comments:

विदेशी सब्जी (Bokroli) लगाए अधिक मुनाफा पाए

Bhart me vedeshi praytko ki badti janskhya k karn desh k pach sitara v dusre hotlo me eski mag lgatar badti ja rhi h. Videshi sabjiyo me ha...

Powered by Blogger.